Aaj Hamaari Takkar Hai Lyrics  | Takkar | Sanjeev Kumar, Jeetendra | Kishore Kumar, Mahendra Kapoor | Rahul Dev Burman

Aaj Hamaari Takkar Hai Lyrics | Takkar | Sanjeev Kumar, Jeetendra | Kishore Kumar, Mahendra Kapoor | Rahul Dev Burman

Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai

Gali me shor hai sadhu nahi ye chor hai
Upar se kuch aur hai andar se kuch aur hai
Gali me shor hai sadhu nahi ye chor hai
Upar se kuch aur hai andar se kuch aur hai
Tum isko pahchan lo aur diwano jan lo
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai

Lekar uska nam tu karta hai ye kam tu
Kahe ko bhagwan ko karta hai badnam tu
Lekar uska nam tu karta hai ye kam tu
Kahe ko bhagwan ko karta hai badnam tu

Kagal sa dhul jayega bhed tera khul jayega
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai

Ye koi shaitan hai ye papi insan hai
Ye mera apaman nahi dharm ka ye apman hai
Ye koi shaitan hai ye papi insan hai
Ye mera apaman nahi dharm ka ye apman hai
Roke hai ye bhagwan ko roko is shaitan ko
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai.

MovieTakkar
SingerKishore Kumar, Mahendra Kapoor
DirectorK. Bapaiah
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjeev Kumar, Jeetendra, Zeenat Aman, Jaya Prada, Vinod Mehra, Bindiya Goswami
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *