Aahe Bhar Bhar Ke Tujhe Yaad Lyrics | Muqaddar | Nalini Jaywant | Khemchand Prakash, Bhola Shreshtha, James Singh

Aahe Bhar Bhar Ke Tujhe Yaad Lyrics | Muqaddar | Nalini Jaywant | Khemchand Prakash, Bhola Shreshtha, James Singh

Aahe bhar bhar ke
Tujhko yad kiya karti hu
Aahe bhar bhar ke
Tujhko yad kiya karti hu
Yad kiya karti hu
Fariyad kiya karti hu

Dil ko dard se
Aabad kiya karti hu
Yad kiya karti hu
Aahe bhar bhar ke
Tujhko yad kiya karti hu

Meri dunia me aaye
Banke bahar kyu
Le gaye chand apni
Mera karar kyu
Roti hu rat din
Fariyad kiya karti hu
Roti hu rat din
Fariyad kiya karti hu
Yad kiya karti hu
Aahe bhar bhar ke
Tujhko yad kiya karti hu

Poonam ki rat hain
Birah ki preet re
Rote hai mere arman
Roti hai seep re
Tujhko mai yad rahu
Fariyad kiya karti hu
Tujhko mai yad rahu
Fariyad kiya karti hu
Yad kiya karti hu
Aahe bhar bhar ke
Tujhko yad kiya karti hu
Jis par mai gaa rahi thi
Wo saaj tut gayi

MovieMuqaddar
SingerNalini Jaywant
DirectorArvind Sen
Music ComposerKhemchand Prakash, Bhola Shreshtha, James Singh
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Star CastKishore Kumar, Nalini Jaywant, Krishnakant, Sajjan, Iftekhar, Sofia, Neelam Kothari, Samson

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *