Aag Lagaake Chale Ho Kahan Lyrics  | Pathreela Raasta | Dimple Kapadia, Varsha Usgaonkar | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Raamlaxman (Vijay Patil)

Aag Lagaake Chale Ho Kahan Lyrics | Pathreela Raasta | Dimple Kapadia, Varsha Usgaonkar | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Raamlaxman (Vijay Patil)

Aag lagaake chale ho kahan
Paas to aao aye jaane jaa
Aag lagaake chale ho kahan
Paas to aao aye jaane jaa
Kehane ko mausam barfila hain
Kehane ko mausam barfila hain
Saanso se dekho nikale dhuaa

Shyaam ka suraj dhalene laga
Timtima rahi hain bastiyan
Shyaam ka suraj dhalene laga
Timtima rahi hain bastiyan
Aaj agar main reh gayi
Aaj agar main reh gayi
Har dam padega rukana yahan
Aag lagaake chale ho kahan
Paas to aao aye jaane jaa
Shyaam ka suraj dhalene laga
Timtima rahi hain bastiyan

Dekho tumko yaar hain
Roka pehali baar hain
Iss tarah na tarsaao
Pehala pehala pyaar hain
Dekho tumko yaar hain
Roka pehali baar hain
Iss tarah na tarsaao
Pehala pehala pyaar hain
Baahon mein teri duniya meri
Baahon mein teri duniya meri
Kadamo mein tere mera jahan
Aag lagaake chale ho kahan
Paas to aao aye jaane jaa
Shyaam ka suraj dhalene laga
Timtima rahi hain bastiyan

Dekh ke teri nazar ho rahi hoon bekhabar
Achha to lag raha phir bhi lag raha hain darr
Dekh ke teri nazar ho rahi hoon bekhabar
Achha to lag raha phir bhi lag raha hain darr
Jaane kidhar leke chala
Jaane kidhar leke chala
Rangeen khabon ka ye kaarwan
Shyaam ka suraj dhalene laga
Timtima rahi hain bastiyan
Aag lagaake chale ho kahan
Paas to aao aye jaane jaa

Aao phir to ghum le masti mein hum jhoom le
Kar bahana mausam ka hum labon ko chum le
Aao phir to ghum le masti mein hum jhoom le
Kar bahana mausam ka hum labon ko chum le
Pyaar ke saagar ka ant nahin
Pyaar ke saagar ka ant nahin
Kitana gehara hain roop ka kunwa
Shyaam ka suraj dhalene laga
Timtima rahi hain bastiyan
Aag lagaake chale ho kahan
Paas to aao aye jaane jaa

Aaj agar main reh gayi
Aaj agar main reh gayi
Har dam padega rukana yahan
Aag lagaake chale ho kahan
Paas to aao aye jaane jaa
Shyaam ka suraj dhalene laga
Timtima rahi hain bastiyan.

MoviePathreela Raasta
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorAjay Kashyap
Music ComposerRaamlaxman (Vijay Patil)
LyricistShaily Shailender
Star CastDimple Kapadia, Varsha Usgaonkar, Sadashiv Amrapurkar, Mukesh Khanna, Divya Kumar, Raza Murad, Reema Lagoo, Poonam Dasgupta, Mahesh Anand, Shagufta Ali, Bob Christo, Deep Dhillon, Chandrashekhar, Satyendra Kapoor, Kishore Anand Bhanushali, Jack Gaud, Mac
LabelUltra Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *