Aa Saath Aa Lyrics | Tum Aaye | Hariharan, Alka Yagnik | Alka Yagnik, Hariharan | Raju Singh

Aa saath aa hum jaaye wahan
Ye zindagi ho jahan meherbaan
Aa saath aa hum jaaye wahan
Ye zindagi ho jahan meherbaan
Neele gagan ke tale
Thandi pawan jo chale
Bas pyaar mann mein pale ho ye sama
Aa saath aa hum jaaye wahan
Ye zindagi ho jahan meherbaan
Neele gagan ke tale
Thandi pawan jo chale
Bas pyaar mann mein pale ho ye sama

Jahan resham jaisi baate ho
Jahan saari chaandani raate ho
Jahan resham jaisi baate ho
Jahan saari chaandani raate ho
Wahin jaaye apna ye karwa
Wahin poori ho dil ki ye daasta
Aa saath aa hum jaaye wahan
Ye zindagi ho jahan meherbaan
Phoolo ki ho woh zamee
Khaabon se jyada haseeb
Halka sa bhi wo nahi gham ka nishan

Humein inn sapno ki chhaon mein
Jaayenge naveli raahon mein
Humein inn sapno ki chhaon mein
Jaayenge naveli raahon mein
Jahan barse mulayam si roshani
Behati ho jahan koi raagini
Aa saath aa hum jaaye wahan
Ye zindagi ho jahan ho meherbaan
Khushiyan basi ho jahan
Kaliyan khili ho jahan
Mehaki huyi ho jahan sab waadiya

Aa saath aa hum jaaye wahan
Ye zindagi ho jahan meherbaan
Neele gagan ke tale
Thandi pawan jo chale
Bas pyaar mann mein pale ho ye sama
Ho ye sama, ho ye sama
Ho ye sama, ho ye sama..

MovieTum Aaye
SingerAlka Yagnik, Hariharan
Music ComposerRaju Singh
LyricistJaved Akhtar
Star CastHariharan, Alka Yagnik
LabelSony Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *