Aa Jaa Bichhade Lyrics  | Nai Kahani | Paresh Bannerjee, P. Jairaj | G. M. Durrani | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Aa Jaa Bichhade Lyrics | Nai Kahani | Paresh Bannerjee, P. Jairaj | G. M. Durrani | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa
Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa
Bichhade hue saajan
Bichhade hue saajan
Jis des gayaa hai
Jis des gayaa hai
Us des kaa rastaa
Sapane mein dikhaa jaa
Aa jaa, aa jaa,
Aa jaa aa aa jaa

Birahaa ne kalejaa
Yun kar diyaa chhalani
Birahaa ne kalejaa
Yun kar diyaa chhalani
Jaise koi bansi
Jaise koi bansi
Jagal mein padi
Ho aaho se bhari ho
Hotho se lagaa ke
Hotho se lagaa ke
Aaho mein samaa ke
Tu geet banaa jaa
Aa jaa, aa jaa,
Aa jaa aa aa jaa

Ho nain mein aise
Ho nain mein aise jyun seep mein moti
Aur praan mein aise jyun deep mein jyoti
Sotaa huaa dipak pal bhar ko jagaa jaa
Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa.

MovieNai Kahani
SingerG. M. Durrani
DirectorD.D. Kashyap
Music ComposerShyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Star CastParesh Bannerjee, P. Jairaj, Rose
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *