Aa Bhi Jaa Lyrics | Times Music | Soham Naik

Aa Bhi Jaa Lyrics | Times Music | Soham Naik

Bebas hai din ye kitna
Jabse tumhara hua
Khamoshi mein hai ye lipta
Sabse kinara hua

Bewajah ho gaya tha
Tujhse ishq kabhi
Teri zulfo mein ghuli thi
Shaame meri

Aa bhi ja o yaara
Ho yaara
Aa bhi ja yaara

Aa bhi ja o yaara
Ho o yaara
Aa bhi ja yaara

Khushiyon ka sukha
Dil pe pada kyun
Aankhe nam reh gayi

Faaslein jab
Naa darmiyaan the
Chahat kyun kam reh gayi

Ashqo ke sailab mein
Ab raha jaaye na
Dard bichadne ka akele
Ab saha jaye na

Aa bhi ja o yaara
Ho yaara
Aa bhi ja yaara

Aa bhi ja o yaara
Ho o yaara
Aa bhi ja yaara

Mehfooz teri yaado ko
Main rakhunga sada
Hai jooda hum dono phir bhi
Ishq hai zinda.

MovieTimes Music
SingerSoham Naik
Music ComposerSoham Naik
LyricistShoaib Firozi, Soham Naik
Star CastAryan Chaudhary, Urvi Singh
LabelTimes Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *