Zulm Ki Aandhi Mod Du Lyrics | Lo Main Aagaya | Udit Narayan | Anand Raj Anand

Zulm ki aandhi mod du adharm ki lathi tod du
Naam-o-nishan zulm ka dharti se du mita
Baat ye mann me than ke lo mai aa gaya
Ho ho ho ho ho ho ho ho – 2
Zulm ki aadhi mod du adharm ki lathi tod du

Jay bajrang bali tod dushman ki nali

Mujhko na khali havaldar samjho o – 2
Jo tumko samjhaya ik baar samjho
Chappa chappa janu dushman ki gali ka
Chela hu mai bajrang bali ka
Hak mulq ka ada karo tumko ye du bata
Varna sina taan ke lo mai aa gaya
Ho ho ho ho ho ho ho ho – 2

Soch liya kar liya maine irada o – 2
Khud se nibhana hai ek vada
Har ek ravan ki lanka jalani hai
Har nagri bharat ki avadh banani hai
Uthane lagi hai josh ki jvala is tarah
Tufan ban ke aag ka lo mai aa gaya

He zulm ki aandhi mod du adharm ki lathi tod du
Naam-o-nishan zulm ka dharati se du mita
Baat ye mann me than ke lo mai aa gaya

MovieLo Main Aagaya
SingerUdit Narayan
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand, Dev Kohli, Rajesh Malik

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *