Zindgi Zindgi Lyrics  | Fox | Sunny Deol, Arjun Rampal | Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal | Monty Sharma

Zindgi Zindgi Lyrics | Fox | Sunny Deol, Arjun Rampal | Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal | Monty Sharma

Zindagi mein mil rahi hai
Zindagi mein mil rahi hai
Aaj ik aur zindagi
Aaj ik aur zindagi
Zindagi mein mil rahi hai
Aaj ik aur zindagi
Kuch nayi si lag rahi
Aaj phir se zindagi

Zindagi zindagi
Teri meri zindagi zindagi
Ik hai ye zindagi zindagi
Ohh jaane jaan
Zindagi zindagi
Teri meri zindagi zindagi
Ik hai ye zindagi zindagi
Ohh jaane jaan

Zindagi mein mil rahi hai
Aaj ik aur zindagi
Aaj bhi aankhon mein
Teri bolte alfaaz hai
Aaj bhi aankhon mein
Teri bolte alfaaz hai
Choti choti kitni baatein
Tujh ko ab bhi yaad hai

Phir umeedain mein rahi hai
De rahi hai zindagi
Zindagi zindagi
Teri meri zindagi zindagi
Ik hai ye zindagi zindagi
Ohh jaane jaana
Zindagi zindagi
Teri meri zindagi zindagi
Ik hai ye zindagi zindagi
Ohh jaane jaana

Zindagi mein mil rahi hai
Aaj ik aur zindagi
Aao sab kuch bhool ke
Hum tum ik rastey pe chal parey
Aao sab kuch bhool ke
Hum tum ik rastey pe chal parey
Ab bhi apne raahon dekhtey
Dekhon kitney pal kharey
Muskara kar phir taraney
Gaa rahi hai zindagi

Zindagi zindagi
Teri meri zindagi zindagi
Ik hai ye zindagi zindagi
Oh jaane jaan
Zindagi zindagi
Teri meri zindagi zindagi
Ik hai ye zindagi zindagi
Oh jaane jaan
Zindagi mein mil rahi hai
Aaj ik aur zindagi
Aaj ik aur zindagi
Aaj ik aur zindagi.

MovieFox
SingerKunal Ganjawala, Shreya Ghoshal
DirectorDeepak Tijori
Music ComposerMonty Sharma
LyricistSandeep Nath
Star CastSunny Deol, Arjun Rampal, Udita Goswami, Sagarika Ghatge, Vipul Gupta
LabelZee Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *