Zindagi Phoolon Ki Nahin Lyrics  | Griha Pravesh | Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore | Bhupinder Singh | Kanu Roy

Zindagi Phoolon Ki Nahin Lyrics | Griha Pravesh | Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore | Bhupinder Singh | Kanu Roy

Zindagi phoolon ki nahin,
Phoolo ki tarah mahaki rahe
Zindagi phoolon ki nahin,
Phoolo ki tarah mahaki rahe
Zindagi

Jab koi kahi gul khilata hai,
Aawaaz nahi aati lekin
Jab koi kahi gul khilata hai,
Aawaaz nahi aati lekin
Khushaboo ki khabar aa jaati hai,
Khushaboo mahaki rahe
Zindagi phoolon ki nahin,
Phoolo ki tarah mahaki rahe
Zindagi

Jab raah kahi koi mudati hai,
Manzil ka pata to hota nahi
Jab raah kahi koi mudati hai,
Manzil ka pata to hota nahi
Ik raah pe raah mil jaati hai,
Raahe mudati rahe
Zindagi phoolon ki nahin,
Phoolo ki tarah mahaki rahe
Zindagi phoolon ki nahin,
Phoolo ki tarah mahaki rahe
Zindagi.

MovieGriha Pravesh
SingerBhupinder Singh
DirectorBasu Bhattacharya
Music ComposerKanu Roy
LyricistGulzar (Sampooran Singh Kalra)
Star CastSanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Danny Denzongpa, Sarika
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *