Zindagi Kya Hai Kanta Hai Ya Phool Lyrics | Akhri Muqabla | Asha Bhosle

Zindagi Kya Hai Kanta Hai Ya Phool Lyrics | Akhri Muqabla | Asha Bhosle

Zindagi kya hai kaanta hai ya phul
Kaanta samjhna hai bhul
Zindagi hai phul

Jiwan hai mala sukh dukh ke moti
In motiyo se jiwan me jyoti
Jiwan hai mala sukh dukh ke moti
In motiyo se jiwan me jyoti
Zindagi kya hai aansu hai ya muskan
Aansu nahi nadan zindagi hai muskan

Tej badi ye samay ki dhara hai
Aasha nirasha iska kinara hai
Tej badi ye samay ki dhara hai
Aasha nirasha iska kinara hai
Zindagi kya hai tufa hai ya patwaar
Tufa na samjho yaar
Zindagi hai patwaar
Zindagi kya hai kata hai ya phul
Kata samjhna hai bhul
Zindagi hai phul

MovieAkhri Muqabla
SingerAsha Bhosle
DirectorRajan Sippy
Star CastDharmendra, Shashi Kapoor, Divya Rana, Rajan Sippy, Suresh Oberoi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *