Zindagi Ke Safar Mein Lyrics  | Damaad | Amol Palekar, Ranjeeta Kaur | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Hemant Bhosle

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics | Damaad | Amol Palekar, Ranjeeta Kaur | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Hemant Bhosle

Zindagi ke safar mein na jane
Kab kaise ye do anjane
Huye pyaar mein yun deewane
Huye pyaar mein yun deewane
Zindagi ke safar mein na jane
Kab kaise ye do anjane
Huye pyaar mein yun deewane
Huye pyaar mein yun deewane

Kabhi to dil ye khona tha
Huya wahi jo hona tha
Kabhi to dil ye khona tha
Huya wahi jo hona tha
Milkar tumse teri ksam se
Hoke khud se begane
Zindagi ke safar mein na jane
Kab kaise ye do anjane
Huye pyaar mein yun deewane
Huye pyaar mein yun deewane

Suni thi humne bat kahi
Magar nahi tha humko yaki
Suni thi humne bat kahi
Magar nahi tha humko yaki
Ab to ye jana humne ye mana
Hote hai sach afsane
Zindagi ke safar me na jane
Kab kaise ye do anjane
Huye pyaar mein yun deewane
Huye pyaar mein yun deewane

Mila jo tera pyar sanam
Bhula diye duniya ke gam
Mila jo tera pyar sanam
Bhula diye duniya ke gam
Is jeevan ke sune man ke
Saz gaye har virane
Zindagi ke safar mein na jane
Kab kaise ye do anjane
Huye pyaar mein yun deewane
Huye pyaar mein yun deewane
Zindagi ke safar mein na jane
Kab kaise ye do anjane
Huye pyaar mein yun deewane
Huye pyaar mein yun deewane.

MovieDamaad
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorRajat Rakshit
Music ComposerHemant Bhosle
LyricistYogesh Gaud
Star CastAmol Palekar, Ranjeeta Kaur, Shreeram Lagoo, Keshto Mukherjee, Preeti Ganguli, Pinchoo Kapoor, Ashok Saraf
LabelPolydor Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *