Zindagi Bahaar Hai Mohabbat Ki Bahaar Se Lyrics | Nai Dilli | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Zindagi Bahaar Hai Mohabbat Ki Bahaar Se Lyrics | Nai Dilli | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Dil se dil ko pyar hai phir kyu darna sansar se
Dil se dil ko pyar hai phir kyu darna sansar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se

Mai gumshum tum bhi chup the
Mai gumshum tum bhi chup the
Par aankho ne sab kah dala
Par aankho ne sab kah dala
Aaha mere pyar ne pahani war mala
Mere pyar ne pahani war mala
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Dil se dil ko pyar hai phir kyu darna sansar se
Dil se dil ko pyar hai phir kyu darna sansar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se

Mai nachu mera man nache
Mai nachu mera man nache
Mere sang sang sara jag nache
Mere sang sang sara jag nache
Masti ghum khushi ki dhun baje
Masti ghum khushi ki dhun baje
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Dil se dil ko pyar hai phir kyu darna sansar se
Dil se dil ko pyar hai phir kyu darna sansar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai mahobat ki bahar se

MovieNai Dilli
SingerLata Mangeshkar
DirectorMohan Sehgal
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastKishore Kumar, Jabben Jalil, Radha Kishan, Nazir Hasain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *