Zinda Hoon Lyrics | Suryaa | Vijay Yesudas

Zinda Hoon Lyrics | Suryaa | Vijay Yesudas

Zinda Hoon Magar
Zinda Main Kahan
Apne Hi Dard Ka
Main Hoon Aaina

Zinda Hoon Magar
Zinda Main Kahan
Apne Hi Dard Ka
Main Hoon Aaina

Ab Tu Hi Hai Sahara
Tu Kar De Ishara
Ab Tu Hi De Sahara
Sun Le Sun Le

Zameen Walon Ki Sun
Aasmaan Waale Sun
Arz Sun Le Meri
Sun Le

Zameen Walon Ki Sun
Aasmaan Waale Sun
Arz Sun Le Meri
Sun Le

Kismat Ke Jo Likhe
Kisne Hai Wo Dekhe
Mujhse Bhi Huyi Hai
Haan Kuchh to Galtiyaan

Apne Mere Chhute
Sapne Mere Tute
Sab Kuchh Paa Ke Maine
Sab Kuchh Hi Kho Diya

Ye Jo Dur Dur Hai
Ish Khushi Ke Liye
Mujhe Maut Hi Sahi
Manjoor Hai

Zameen Walon Ki Sun
Aasmaan Waale Sun
Arz Sun Le Meri
Sun Le

Zameen Walon Ki Sun
Aasmaan Waale Sun
Arz Sun Le Meri
Sun Le

Apni Tu Rajaa De
Jine Ki Wajah De
Mere Faisle Pe
Apni Mohar Laga

Main to Badh Chala Hoon
Chup Chup Reh Chuka Hoon
Harkij Laut Kar Main
Pichhe Naa Jaunga

Labjon Main Kya Kahoon
Zajbaat Ye Mere
Tujhse Nahi Chhupe
Haalat Hai

Zameen Walon Ki Sun
Aasmaan Waale Sun
Arz Sun Le Meri
Sun Le

Zinda Hoon Magar
Zinda Main Kahan
Apne Hi Dard Ka
Main Hoon Aaina

Ab Tu Hi Hai Sahara
Tu Kar De Ishara
Ab Tu Hi De Sahara
Sun Le Sun Le

MovieSuryaa
SingerVijay Yesudas
DirectorM Padmakumar
Music ComposerRanjin Raj
LyricistSunil Sirvaiya
Star CastSunny Deol, Ravi Kishan, Pragya Jaiswal, Tinu Anand
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *