Zehar hai ki pyar hai tera chummaa kaisa ye khumaar hai tera chummaa -2
Maine dekha nahi tere jaisaa kahi tujhako mere sar ki kasam
Zehar hai ki pyar hai …
Tu na mujhe dansati chadhati naa mastii
Jaan-e-man varna kya hai teri hasti
Ye merii aashiqui kam na hogi kabhi qaayam hai jab tak ye dam
Zehar hai ki pyar hai …
Pyar ka nasha hai dard-e-jigar se
Dekh mujhe jaanam dil kii nazar se
Ye meri bekhudi aur badhane lagi bahak jaayenge kadam
Zehar hai ki pyar hai …
Tu hai shikari main hu nishaana
Mujhe barfili aag mein jalaana
Dekh le bekhabar pyar ka ye asar ghutane laga mera dam
Zehar hai ki pyar hai …
| Movie | Sabse Bada Khiladi |
| Singer | Kumar Sanu |