Zaraa Dil Ko Thaam Lo Lyrics  | Don 2 | Shahrukh Khan, Priyanka Chopra | Anusha Mani, Vishal Dadlani | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa

Zaraa Dil Ko Thaam Lo Lyrics | Don 2 | Shahrukh Khan, Priyanka Chopra | Anusha Mani, Vishal Dadlani | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa

Dilkashi aur dilbari
Uski hai jadoogari oh

Dilkashi aur dilbari
Uski hai jadoogari oh
Jiski aankhein hai taare
Tehra jis pal hai saare
Aye dil yeh sach hai kya
Aaj woh hai kya, aa hi gaya

Zaraa dil ko thaam lo, naam lo
Keh bhi do hai kaun
Aa gaya, aa gaya
Laut ke, dekho don

Jo na samjha koi main wohi raaz hoon
Jo kisi ka nahin hai woh andaaz hoon

Jo na samjha koi main wohi raaz hoon
Jo kisi ka nahin hai woh andaaz hoon
Main samandar se gehra
Main kahin kab hoon thehra
Main hoon, jaise dhuan
Yeh dhuaan kahin hai rukta kahan

Zaraa dil ko thaam lo, naam lo
Keh bhi do hai kaun
Aa gaya, aa gaya
Laut ke, dekho don

Tu nahin hai dhuan
Ik shola hai tu meri jaan
Paas tere magar aaungi
Tujh mein hi jalke marr jaungi
Mujhko chaha toh paaogi kya
Main kahan jaaunga mera kya hai pata

Zaraa dil ko thaam lo, naam lo
Keh bhi do hai kaun
Aa gaya, aa gaya
Laut ke, dekho don
Dekho don.

 

MovieDon 2
SingerAnusha Mani, Vishal Dadlani
DirectorFarhan Akhtar
Music ComposerEhsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
LyricistJaved Akhtar
Star CastShahrukh Khan, Priyanka Chopra, Lara Dutta, Kunal Kapoor, Boman Irani, Om Puri
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *