Zara Nazre Mila Lyrics  | Apna Khoon Apna Dushman | Dara Singh, Anjum | Asha Bhosle | Lala Asar Sattar

Zara Nazre Mila Lyrics | Apna Khoon Apna Dushman | Dara Singh, Anjum | Asha Bhosle | Lala Asar Sattar

Dilrubaa yun sataa aa bhi jaa
Zara nazare mila meri jaan
Zara nazare mila meri jaan
Tu mere pyaar ka khayaal karna jaani jaani
Zara saamne toh aa meri jaan
O zara saamne toh aa meri jaan
Tu aaj itana kamaal karna jaani jaani
Zara nazare mila meri jaan
O zara nazare mila meri jaan

Ye roop ye adaae
Saara jahaan deta kahin
Is baat ka hai dawa
Hasdun main bijali gire
Aap bhi kuch kam nahin
Aap bhi kuch kam nahin dekh ye dilrubaa
Tu mere pyaar ka khayaal karna jaani jaani
Zara nazare mila meri jaan
O zara nazare mila meri jaan

Tum pyaar se jo maango
Ye jaan bhi dedun piya
Ye jaan kuchh nahin hai
Imaan bhi dedun piya
Pyar ka imthaan
Pyar ka imthaan le bhi le dilruba
Zara nazare mila meri jaan
Zara nazare mila meri jaan
Tu mere pyaar ka khayaal karna jaani jaani
Zara nazare mila meri jaan
O zara nazare mila meri jaan.

MovieApna Khoon Apna Dushman
SingerAsha Bhosle
DirectorKamran, Kamran Khan
Music ComposerLala Asar Sattar
LyricistFarooq Qaiser
Star CastDara Singh, Anjum, Mumtaz Begum
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *