Thi aabad jinse chaman ki gali
Thi aabad jinse chaman ki gali
Wo lekar gaye khawab ki har kali
Mile khakh me gulsita kaise kaise
Zamane ne mare jawa kaise kaise
Zami kha gayi aasma kaise kaise
Zamane ne mare jawa kaise kaise
Lahu banke bahne de aansu tamam
Ke hoga inhi se baharo ka naam
Banege abhi aashiya kaise kaise
Zamane ne mare jawa kaise kaise
Zami kha gayi aasma kaise kaise
Zamane ne mare jawa kaise kaise
| Movie | Baharon Ke Sapne |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Nasir Hussain |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Rajesh Khanna, Asha Parekh, Madan Puri, Premnath, Rajender Nath, Sulochana, Nana Palsikar, Indira Bansal, Bela Bose, Laxmi Chhaya, Anwar Hussan, Padma Khanna, Uma Khosla, Manorama, Indu Shivraj, Jayashree Gadkar, Jairaj, Anwar |

