Zakhm Kafi Hai Lyrics | Altamash Faridi

Zakhm Kafi Hai Lyrics | Altamash Faridi

Hai Ishq Agar Tabahi To Mujhe Tabah Ho Jaane De

Zakhm Kaafi Hai Teri Yaad Dilaane Ke Liye
Zakhm Kaafi Hai Teri Yaad Dilaane Ke Liye
Main Hoon Mitne Ke Liye Tu Hai Mitaane Ke Liye
Main Hoon Mitne Ke Liye Tu Hai Mitaane Ke Liye

Hazaar Khushiyan Bhi Kam Hain Teri Ek Hasi Ke Khatir
Ek Tera Ghum Hi Bahut Hai Humein Rulaane Ke Liye
Ek Tara Ghum Hi Bahut Hai Humein Rulaane Ke Liye

Jis Par Tha Is Jahaan Ka Saara Husn Meherbaan
Dharti Aakash Mein Tha Bas Sitaara Usi Ka
Jo Basa Tha Dil Mein Mere Mehboob Ki Tarah
Meri Har Tabaai Mein Haath Saara Usi Ka

Hai Bas Kaafi Uski Yaad Mere Jeene Ke Liye
Ek Tera Ghum Hi Bahut Hai Humein Rulaane Ke Liye
Ek Tara Ghum Hi Bahut Hai Humein Rulaane Ke Liye
Rulaane Ke Liye Tara Ghum Hi Humein Rulaane Ke Liye

SingerAltamash Faridi
Music ComposerAbhijeet Gadwe
LyricistSurya Prakash Sharma
LabelAltamash Faridi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *