Yun Na Kisi Ko Lyrics | Noorjahan (Album) | Jaspinder Narula | Talat Aziz

Yun Na Kisi Ko Lyrics | Noorjahan (Album) | Jaspinder Narula | Talat Aziz

Yu na kisi ko haye duniya sataye
Yu na kisi ko haye duniya sataye
Kismat rulaye jisko
Kaun hansaye
Yu na kisi ko haye duniya sataye

Bachpan bhi aaya yu to mujhko rulane
Bachpan bhi aaya yu to mujhko rulane
Aayi jawani bhi to dil ko dukhane
Khilte hai phul jinme wp pal na aaye
Yu na kisi ko haye duniya sataye
Kismat rulaye jisko
Kaun hansaye
Yu na kisi ko haye duniya sataye

Shikwa kisi se hai na
Na koi gila hai
Tera khuda hi juni tujhse khafa hai
Shikwa kisi se hai na
Na koi gila hai
Tera khuda hi juni tujhse khafa hai
Wo hi mitaye sabko wo hi banaye
Yu na kisi ko haye duniya sataye
Kismat rulaye jisko
Kaun hansaye
Yu na kisi ko haye duniya sataye

Aaja ke ab to kuch hi ghadiya bachi hai
Aaja ke ab to kuch hi ghadiya bachi hai
Tere liye hi meri saanse ruki hai
Baithi hu bujhti huyi shama jalaye
Yu na kisi ko haye duniya sataye
Kismat rulaye jisko
Kaun hansaye
Yu na kisi ko haye duniya sataye

MovieNoorjahan (Album)
SingerJaspinder Narula
Music ComposerTalat Aziz
LyricistNida Fazli

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *