Yun Na Jao Lyrics | Ehsaas Ki Khushboo | Pankaj Udhas, Pooja Gaitonde | Pooja Gaitonde | Ali Ghani

Yun na jao ki bahot raat abhi baaki hain
Yun na jao ki bahot raat abhi baaki hain
Mere hisse ki mulaqaat abhi baaki hain
Yun na jao ke bahot raat abhi baaki hain
Mere hisse ki mulaqaat abhi baaki hain
Yun na jao

Chaandani raat ka har karz utaara hamne
Chaandani raat ka har karz utaara hamne
Chaandani raat ka har karz utaara hamne
Pyase armaano ki baraat abhi baaki hain
Yun na jao ki bahot raat abhi baaki hai
Yun na jao

Uske hoton ke gulaabaaz bhi taza hain zameer
Uske hoton ke gulaabaaz bhi taza hain zameer
Uske hoton ke gulaabaaz bhi taza hain zameer
Ek mehekti huyi saugaat abhi baaki hain
Yun na jao ki bahot raat abhi baaki hain
Mere hisse ki mulaqaat abhi baaki hain
Yun na jao yun na jao yun na jao.

MovieEhsaas Ki Khushboo
SingerPooja Gaitonde
Music ComposerAli Ghani
LyricistZameer Kazmi
Star CastPankaj Udhas, Pooja Gaitonde
LabelTimes Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *