Yun Hua Lyrics  | Striker | Siddharth, Aditya Pancholi | Vishal Bhardwaj | Vishal Bhardwaj

Yun Hua Lyrics | Striker | Siddharth, Aditya Pancholi | Vishal Bhardwaj | Vishal Bhardwaj

Aur phir yun hua
Raat ek khawaaab ne jaga diya
Aur phir yun hua
Raat ek khawaaab ne jaga diya

Phir yun hua
Chand ki woh dali khul gayi
Aur yun hua
Khwaab ki woh lari khul gai
Chalti rahi benuriya
Jalte rahe andheron ki
Roshni ke tale

Phir nahi so sake
Ek sadi ke liye
Hum dil jale
Phir nahi so sake
Ek sadi ke liye
Hum dil jale

Aur phir yun hua
Subaho ki dhool ne
Uda diya
Aur phir yun hua
Subaho ki dhool ne
Uda diya

Phir yun hua
Chehere ke
Sab nakashk sab dhul gaye
Aur yun hua
Gard the gard mein rul gaye

Tanhaiyan odhe hue
Galte rahe bheege hue
Aansuo se gale
Phir nahi so sake
Ek sadi ke liye
Hum dil jale
Ek sadi ke liye
Hum dil jale.

MovieStriker
SingerVishal Bhardwaj
DirectorChandan Arora
Music ComposerVishal Bhardwaj
LyricistGulzar (Sampooran Singh Kalra)
Star CastSiddharth, Aditya Pancholi, Anupam Kher, Padmapriya, Nicolette Bird, Ankur Vikal, Seema Biswas, Anoop Soni, Vidya Malvade, Rajendra Gupta, Sitaram Panchal
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *