Yun Hota Toh Kya Hota (Title) Lyrics  | Yun Hota Toh Kya Hota: What If…? | Konkona Sen Sharma, Irfan Khan | Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Yun Hota Toh Kya Hota (Title) Lyrics | Yun Hota Toh Kya Hota: What If…? | Konkona Sen Sharma, Irfan Khan | Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)

Ho ho o ho ho ho
Ho ho o ho ho
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho ho

Ehsaas mein duba
Duba aawarapan
Paagal paagal hain jism o jaan
Jism o jaan jism o jaan
Betaabiyaan kahe
Yahi nazar ne kiya
Duri jo na hoti darmiyaan
Darmiyaan darmiyaan
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota

Maine tumhe chaha
Badi armaan se
Tumhe dekha har pal
Pyar se pyar se pyar se
Mere hamnawa maine
Tumhen dil de diya
Kabhi tum bhi kehte
Yaar se yaar se yaar se
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota

Yaad aa gaye ek
Ek woh saare pal
Jinhen hamne
Guzara saath mein
Saath mein saath mein
Dobara ho yahaan
Agar milte nahin
Chubhti aaahen
Jasbaat mein raat
Mein raat mein raat mein
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota

Hota nahin mere tan
Mann tera intezaar
Kat ti nahin tanha
Zindagi zindagi zindagi
Tum saamne mere
Agar rahte sadaa
Na hoti jahaan ki
Bebasi bebasi bebasi
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota

Toofan sa abhi
Yahaan jo aaya tha
Barbaadi ka jo saaya
Tha saaya tha saaya tha
Uss mauj mein ham
Bhe beh jaate toh
Farmaan jo maut ka laaya
Tha laaya tha laaya tha
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota
Yun hota toh kya hota.

MovieYun Hota Toh Kya Hota: What If...?
SingerKunal Ganjawala, Shreya Ghoshal
DirectorNaseeruddin Shah
Music ComposerVijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
LyricistSameer
Star CastKonkona Sen Sharma, Irfan Khan, Jimmy Shergill, Ayesha Takia, Paresh Rawal, Saroj Khan, Boman Irani, Ratna Pathak Shah, Ankur Khanna
LabelTimes Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *