Yu hai hamare darmiya
Uljhi saason ki garmiya
Yu hai hamare darmiya
Uljhi saason ki garmiya
Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazma le
Meri ada mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana haye
Yu hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiya
Khili khili rangili nashili
Hu main raja hari bhari
Chhu le mujhe yahan se wahan se
Milegi masti har kahin
Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazma le
Meri ada mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana haye
Yu hai hamare darmiyan
Uljhi saason ki garmiyan
Haye tu kya jaane main hu kya
Meri khatir aahe bhare sabhi
Main hu jawan hoon hasin
Khushiya dungi tujhko nayi nayi
Haye tu kya jaane main hu kya
Meri khatir aahe bhare sabhi
Main hu jawan hoon hasin
Khushiya dungi tujhko nayi nayi
Suljhane de inn uljhano ko
Saari shaitani aazma le
Meri ada mein tu naha le
Ab to mujhe apna bana
Hai hamare darmiyan
| Movie | Yaara Silly Silly |
| Singer | Neeti Mohan |
| Director | Subhash Sehgal |
| Music Composer | Ankit Tiwari |
| Lyricist | Sandeep Nath |
| Star Cast | Paoli Dam, Parambrata Chatterjee, Vidya Malvade, Parth Suri |

