Yu Na Dekho Meri Jaan Lyrics | Saazish | Asha Bhosle | S D Batish

Yu Na Dekho Meri Jaan Lyrics | Saazish | Asha Bhosle | S D Batish

Yun na dekho meri jaan
Jaise jaan na pehchaan
Yun na dekho meri jaan
Jaise jaan na pehchaan
Aji bade bhole bante ho
Bade bhole bante ho
Yun na dekho meri jaan
Jaise jaan na pehchaan

Ulfat me farhaad aap hai
Ulfat me farhaad aap hai
Majnu ke ustaad aap hai
Majnu ke ustaad
O sharmile baba khaan
Mithi nazro ke kurbaan
O sharmile baba khaan
Mithi nazro ke kurbaan
Aji bade bhole bante ho
Bade bhole bante ho
Yun na dekho meri jaan
Jaise jaan na pehchaan

Raat hasi aur waqt jawa hai
Raat hasi aur waqt jawa hai
Ishq ko do aawaaz kaha hai
Ishq ko do aawaaz
Dil me leke sau armaan
Na sharmaao meri jaan
Ho dil me leke sau armaan
Na sharmaao meri jaan
Aji bade bhole bante ho
Bade bhole bante ho
Yun na dekho meri jaan
Jaise jaan na pehchaan

Aisa tumko shaad karenge
Aisa tumko shaad karenge
Hazrat humko yaad karenge
Hazrat humko yaad karenge
Aaya masti ka tufaan
Pee lo pee lo meri jaan
Ho aaya masti ka tufaan
Pee lo pee lo meri jaan
Aji bade bhole bante ho
Bade bhole bante ho
Yun na dekho
Na dekho
Na dekho meri jaan
Jaise jaan na pehchaan
Aji bade bhole bante ho
Bade bhole bante ho
Yun na dekho meri jaan
Jaise jaan na pehchaan

MovieSaazish
SingerAsha Bhosle
DirectorSurya Kumar
Music ComposerS D Batish
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastRanjan, Nalini Chonkar, B M Vyas, P Kailash, Husn Banu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *