Yeh Waada Lyrics | 27-13.20 Nakshatra | Ravindra Singh, Ujjwala Jadhav | Dj Sheizwood

Yeh Waada Lyrics | 27-13.20 Nakshatra | Ravindra Singh, Ujjwala Jadhav | Dj Sheizwood

Ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada
Pyar ki khamoshiyo ko aao ham milkar sune
Pyar ki khamoshiyo ko aao ham milkar sune
Tum jidhar kar do ishara ham udhar hi chal pade
Ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada

Har ik andaz chahat bhara aur masum hai
Jine ki tumse mili hai waja hamko malum hai
Har ik andaz chahat bhara aur masum hai
Jine ki tumse mili hai waja hamko malum hai
Sanso pe hak hai tumhara
Ye wada ha ye wada ye wada ha ha wada

Bilkul nayi si zami hai naya sa lage aasma
Ik dum naya karwa hai sanam aa gaye ham jaha
Bilkul nayi si zami hai naya sa lage aasma
Ik dum naya karwa hai sanam aa gaye ham jaha
Chute na ab sath apna
Ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada

Pyar ki khamoshiyo ko aao ham milkar sune
Pyar ki khamoshiyo ko aao ham milkar sune
Tum jidhar kar do ishara ham udhar hi chal pade
Ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada
Ye wada ha ye wada ye wada ha ye wada

Movie27-13.20 Nakshatra
SingerRavindra Singh, Ujjwala Jadhav
DirectorMohan Savalkar
Music ComposerDj Sheizwood
LyricistRani Malik
Star CastShubh, Sabina Sheema, Milind Soman, Anupam Kher, Rozza Catalano, Anant Jog, Gajendra Chauhan, Suhas Khandke, Mahru

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *