Aaja aaja ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Hoti hai to hone do ruswayiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Ye tanhayiya ye angadaiya
Na tumhe khabar na hame khabar
Ho gaya hai kya mil gayi najar yu jhum ke
Na tumhe khabar na hame khabar
Ho gaya hai kya mil gayi najar yu jhum ke
Masti me hai aaj do parchaiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Gaur se suno hai ye raz ka aa rahi hai ye ek awaz kya
Dur dur dur se gaur se suno hai ye raz ka
Aa rahi hai ye ek awaz kya dur dur dur se
Bajti hai jaise kahi sahnaiya ye tanhayiya ye angadaiya
Rat ye hasi sun ho humnasi rah na jaye hum inme bas kahi
Yu dub ke rat ye hasi sun ho humnasi
Rah na jaye hum inme bas kahi yu dub ke
Uff teri ankho ki ye gahraiya
Ye tanhayiya ye angadaiya
Mai hasi tu jawa ye shama fir kaha
Hoti hai to hone do ruswayiya
| Movie | Takkar |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | K Bapaiah |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Sanjeev Kumar, Jeetendra, Zeenat Aman, Jaya Prada, Vinod Mehra, Bindiya Goswami, Ashok Kumar, Asrani, Jeevan, Kamini Kaushal, Sujit Kumar, Mac Mohan, Ranjeet, Mukri |

