Yeh Sitam Mere Saath Lyrics  | Lakshmanrekha | Jackie Shroff, Naseruddin Shah | Asha Bhosle | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Yeh Sitam Mere Saath Lyrics | Lakshmanrekha | Jackie Shroff, Naseruddin Shah | Asha Bhosle | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundhti phir rahi hoon uske nisha
Dhokha woh de gaya woh sab le gaya
Dhokha woh de gaya woh sab le gaya
Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundhti phir rahi hoon uske nisha
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya

Maine kiya uspe aitbar
Karna tha do char din intzaar
Maine kiya uspe aitbar
Karna tha do char din intzaar
Pahli nazar mein kar liya pyar
Pyar yeh pahli mulakat mein ho gaya
Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundti phir rahi hoon us bewafa ko

Inkaar ka bhi na mauka mila
Ikraar na bhi na mauka mila
Inkaar ka bhi na mauka mila
Ikraar na bhi na mauka mila
Aisa ye dila ka sauda hua
Sauda ye aise halat mein ho gaya
Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundti phir rahi hoon us bewafa ko.

MovieLakshmanrekha
SingerAsha Bhosle
DirectorSunil Sikand
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastJackie Shroff, Naseruddin Shah, J Om Prakash, Shammi Kapoor, Shilpa Shirodkar, Rohini Hattangadi, Pran, Raza Murad, Suresh Bhagwat, Danny Denzongpa, Mangal Dhillon, Avtar Gill, Girija Shanker, Anjan Srivastava, Subbiraj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *