Chun chun ghungharwa baaje chun
Kahe hain kya iski dhun nazar mila ke baat sun
Yeh raat phir na aayegi – 2
Jawani beet jaayegi – 2
Yeh raat phir na aayegi
Jawani beet jaayegi – 2
Yeh mast raat ke diye nashe mein jhoomti hui – 2
Nazar ko chedti hui dilon ko chumti hui – 2
Yu hi guzar gayi agar khatak rahegi umra bhar
Hazaar chahoge magar chahoge magar
Yeh raat phir na aayegi – 2
Jawani beet jaayegi – 2
Yeh raat phir na aayegi
Jawani beet jaayegi – 2
Jawani gaa rahi hai dil ki dhadkanon ke saaz par – 2
Janab kahi bhi le chalo hamara haath thaamkar – 2
Kaha ki fikra kaisa gam hamara jo hain uske ham
Tumhari jaan ki kasam
Yeh raat phir na aayegi – 2
Jawani beet jaayegi – 2
Yeh raat phir na aayegi
Jawani beet jaayegi – 2
| Movie | Mahal |
| Singer | Rajkumari, Zohrabai Ambalewali |