Yeh Pyaar Divaana Hota Hai Lyrics | Pyaar Diwana Hota Hai | Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

Ham tumse darate rehte hai -2, duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahee, lag jaana hota hai
Yeh pyaar divaana hota hai – (2)

Ham tumse darate rehte hai, duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahee, lag jaana hota hai
Yeh pyaar divaana hota hai – (2)

Soya koyee jaadu jag naa jaaye, kya pata
Tumse dil hamaara lag naa jaaye, kya pata
Milke najar kho jaayegee, mushkil badee ho jaayegee – (2)
Ham tauba karte rehte hai -2, duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahee, lag jaana hota hai
Yeh pyaar divaana hota hai – (2)

Pehle soch le ham phir karenge faisla
Achha abb chalenge, kal milenge phir jara
Jaagenge aaj ham raat ko, chhedenge kal phir baat ko – (2)
Sab aashik jagte rehte hai -2, duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahee, lag jaana hota hai
Yeh pyaar divaana hota hai – (2)

Ham tumse darate rehte hai, duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahee, lag jaana hota hai
Yeh pyaar divaana hota hai – (4)

MoviePyaar Diwana Hota Hai
SingerKavita Krishnamurthy, Udit Narayan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *