Yeh Meri Khamosh Nigaahen Lyrics | Doraaha | Talat Mahmood

Ye meri khamosh nigaahen
Ye meri khaamosh nigaahen, jalate aansoo, thandi aahen
Le jaa…a…a…a
Le jaa ye dil ka nazaraana, bhul na jaana preet puraani
Bhul na jaana, dil men basa ke

Aaj bahaaren ruth chali hai
Aaj bahaaren ruth chali hai, dil ki ummiden toot chali hai
Chhalak rahaa .a..a….a
Chhalak raha, gham ka paimaana,
Bhul na jaana preet puraani
Bhul na jaana, dil men basa ke

Posted by: p u r n i m a

MovieDoraaha
SingerTalat Mahmood

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *