Ye khamoshiya ye tanhaiya
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
Ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar
Ye hai barf ke dher ya sangemarmar
Bana le na kyo apni jannat yaha
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Ye unche pahado ke magrur saye
Ye kahate hai unko najar to milaye
Ye kahate hai unko najar to milaye
Farishte bhi hai is jagah bejuban
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Na parda hai koyi
Na hai koyi chilman
Jaha panv rakh de
Hai phislan hi phislan
Jaha panv rakh de
Hai phislan hi phislan
Kadam chhod te ja rahe hai nishan
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Mohabbat ki duniya hai kitni jawan
Ye khamoshiya ye tanhaiya
Ye khamoshiya ye tanhaiya
| Movie | Yeh Rastey Hain Pyar Ke |
| Singer | Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Director | R K Nayyar |
| Music Composer | Ravi |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Sunil Dutt, Leela Naidu, Rehman, Ashok Kumar, Motilal, Shashikala, Farida Jalal, Hari Shivdasani, Manmohan |

