Yeh Kaya Hua Lyrics  | I M 24 | Rajat Kapoor, Ranvir Shorey | Shaan | Jatin Pandit

Yeh Kaya Hua Lyrics | I M 24 | Rajat Kapoor, Ranvir Shorey | Shaan | Jatin Pandit

Yeh kya hua
Yeh kya ho gaya
Jo abhi tha
Yahin kho gaya
Is dil ki kahoon
Main kya dastan
Tu jahan main
Wahan ho gaya
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe

Na jane kyun teri
Yaadein chhoo jaati hain
Hey na jane kyun teri
Yaadein chhoo jaati hain
Saari duniya phoolon
Se bhar jaati hai
Zindagi yun mehak jaati hai

Yeh kya hua
Yeh kya ho gaya
Jo abhi tha
Yahin kho gaya
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe
Hona hai jo ab
Woh ho hokar rahe
Jiyunga na tere bin
Tere bin jee yeh kahe

Mere haseen khwabon
Mein koi chehra hai
Saara jahan chalta
Hai dil thehra hai
Pyaar ka yeh
Nasha hi gehra hai
Yeh kya hua
Yeh kya ho gaya
Jo abhi tha
Yahin kho gaya
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe.

MovieI M 24
SingerShaan
DirectorSaurabh Shukla
Music ComposerJatin Pandit
LyricistRani Malik
Star CastRajat Kapoor, Ranvir Shorey, Neha Dhupia, Manjari Fadnis, Saurabh Shukla, Vijay Raaz, Lilette Dubey, Delnaz Paul
LabelR-Vision Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *