Yeh Kaisa Zamana Lyrics | Farz | K S Sagar

Yeh Kaisa Zamana Lyrics | Farz | K S Sagar

Ye kaisa jamana ye kaisa jamana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana
Kya iska yahi kaam hai
Jalto ko jalana jagvalo bachana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana

O gam ki ghatao ne tujhe aake hai ghera
O gam ki ghatao ne tujhe aake hai ghera
Kismat meri hai ye ke hai
Har aur andhera andhera andhera
Gir jaau jo thokar se to hansata hai jamana
Ye kaisa jamana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana

Ek chot jigar mere ne kuchh aise hai khai
Ek chot jigar mere ne kuchh aise hai khai
Har aas meri aankhon mein aansu bhar laai
Ab kisko kahun haal apne gam ka fasana
Ye kaisa jamana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana

Ji jal gaya duniyan se
Sun duniyan vale jine ki nahi aas mujhe
Ae ae paas bula le
Dukh dard ke maro ka fakat mera thikana
Ye kaisa jamana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana
Kya iska yahi kaam hai jalto ko jalana
Ye kaisa jamana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana
Ye kaisa jamana ye kaisa jamana

MovieFarz
Music ComposerK S Sagar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *