Yeh Jo Teri Payalon Ki Chhan Chhan Aashiqo Ke Dil Lyrics | Masoom | Sadhana Sargam, Abhijeet | Anand Raj Anand

Yeh Jo Teri Payalon Ki Chhan Chhan Aashiqo Ke Dil Lyrics | Masoom | Sadhana Sargam, Abhijeet | Anand Raj Anand

Ye jo teri
Paylo ki chan chan hai
Ye jo teri
Paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki
Ye dhadkan hai
Ye jo teri
Paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki
Ye dhadkan hai
Chan chan sune jaye
Haye haye kare jaye
Payal hai teri ya garjan hai
Ye jo teri
Paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki
Ye dhadkan hai

Ban ke diwana mera picha na kar
Ban ke diwana mera picha na kar
Teri meri yari honi muskil hai
Kabhi mujhe roke tu kabhi mujhe toke tu
Aashik nahi mera dusman hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai

Julf se lekar jhanjhar tak tu jannat ka ek najara hai
Julf se lekar jhanjhar tak tu jannat ka ek najara hai
Lagta hai rab ne tujhko jami pe mere liye utara hai
Khwab itne suhane dekh na o diwane
Tujhpe fida ho jau mai dil mera na ye mane
Yahi to samjh nahi paya hu mai
Yahi to samjh nahi paya hu mai
Aisi bhi kya teri meri anban hai
Chan chan sune jaye haye haye kare jaye
Payal hai teri ya garjan hai
Ban ke diwana mera picha na kar
Teri meri yari honi muskil hai
Teri meri yari honi muskil hai

De denge teri khatir ja bhi sabhi yahi kahte hai
De denge teri khatir ja bhi sabhi yahi kahte hai
Najar sabhi ki or kahi to kadam kahi rahte hai
Ho aisa nahi mai awara dil nahi mera banjara
Is kadar bhi akad na na samjh bechara
Ise samjhana jara muskil hai
Ise samjhana jara muskil hai
Der se manegi par mumkin hai
Chan chan sune jaye haye haye kare jaye
Payal hai teri ya garjan hai
Ye jo teri paylo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai

MovieMasoom
SingerSadhana Sargam, Abhijeet
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand
Star CastInder Kumar, Ayesha Jhulka, Renuka Shahane, Tinu Anand, Suresh Oberoi, Mohan Joshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *