Yeh Jalte Huye Lab Ye Sanso Me Uljhan Lyrics | Ek Nanhi Munni Ladki Thi | Mohammed Rafi | Ganesh

Yeh Jalte Huye Lab Ye Sanso Me Uljhan Lyrics | Ek Nanhi Munni Ladki Thi | Mohammed Rafi | Ganesh

Ye jalte hue lab ye saanso me uljhan
Ruki ja rahi hai mere dil ki dhadkan
Mera dil o ho
Dekho mujhe kya ho gaya

Ha ha ha ha
Ha ha ha aa
Dekho ha dekho
Ha dekho dekho
Aati nahi hai nind bhi raato ko ho ho ho
Aati nahi hai nind bhi raato ko
Kaise batau sari baato ko
Paas ho tum aur mere hosh hai gum ha
Mera dil ho ho ho ho
Dekho mujhe kya ho gaya
Ha ha ha ha
Ha ha ha

Ye jalte hue lab ye saanso me uljhan
Ruki ja rahi hai mere dil ki dhadkan
Mera dil ha ha ha ha

Socho ha socho
Ha socho socho
Pal me hansi kyu aane lagti hai
Pal me hansi kyu aane lagti hai
Pal me udasi chhane lagti hai
Tum diwane uf abhi tak ye na jane

Mera dil ho ho
Tumse mohabbat karta hai
Ha ha ha ha
Ha ha ha aaha

MovieEk Nanhi Munni Ladki Thi
SingerMohammed Rafi
DirectorVishram Bedekar
Music ComposerGanesh
LyricistAsad Bhopali
Star CastSurendra, Mumtaz, Prithviraj Kapoor, Helen, Jayant, Bobby, Laxmi Chhaya, Mubarak, Nadia, Sajjan, Shatrughan Sinha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *