Yeh Hawaye Sanam Lyrics | Passing Show | Geeta Dutt | Manohar

Yeh Hawaye Sanam Lyrics | Passing Show | Geeta Dutt | Manohar

Ye hawaye sanam ye nazare
Kah rahe hai ye karke ishare
Tu ho ja kisi ka ho ja re
Ye hawaye sanam ye nazare

Julfo ki chhao pe soja jara
Khabo ki duniya me kho jara
Pure kar le apne arman dil ke pyare
Ye hawaye sanam ye nazare
Kah rahe hai ye karke ishare

Kis nashe me ye jahan hai
Khoya khoya ye sama hai
Aaj kya hua hai jadu
Na jane dil kahan hai
Maine chhodi hai naav tere sahare
Ye hawaye sanam ye nazare
Kah rahe hai ye karke ishare

Aa duniya se begana kar du tujhe
Bin peelaye hi mastana kar du tujhe

Raaz dil ke chura lu tere sare
Ye hawaye sanam ye nazare
Kah rahe hai ye karke ishare
Tu ho ja kisi ka ho ja re
Ye hawaye sanam ye nazare

MoviePassing Show
SingerGeeta Dutt
DirectorBhagwan
Music ComposerManohar
LyricistPrem Dhawan
Star CastChandra Shekhar, Shakeela, Daljeet

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *