Ye gaon pyara pyara ye lovely lovely gaon
Ye haryali pipal ki ghani chhav
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Ye gaon pyara pyara ye lovely lovely gaon
Ye haryali pipal ki ghani chhav
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Ye gaon pyara pyara
Ye phul sa jaha is me aag hi kaha
Pyar ke siwa kuch bhi kyo nahi yaha
Kya ho gaya mujhe ye pyar ye lagav
Ab mera ye ho gaya hai dadi tera gaon
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Ye gaon pyara pyara
Aazad hai hawa aakash hai khula
Rang jis kadar ye talab me buna
Ye sin dadi sa shringar na bana
Teri hi jaisa hai pyari dadi tera gaon
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Rajabeta dharti ka pyara pyara gaon
Ye gaon pyara pyara
| Movie | Jadu Tona |
| Singer | Varsha Bhosle |
| Director | Ravikant Nagaich |
| Music Composer | Uttam Singh, Hemant Bhosle |
| Lyricist | Balkavi Bairagi |
| Star Cast | Feroz Khan, Reena Roy, Ashok Kumar, Agha, Jeevan, Jagdeep, Mukri, Premnath, Aruna, Prem Chopra, Baby Pinky |

