Yeh Dil Tum Bin Kahee Lagata Nahee Lyrics | Izzat (1968) | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Laxmikant-Pyarelal

Yeh dil tum bin kahee lagata nahee, ham kya kare
Tassawur me koyee basata nahee, ham kya kare
Tum hee kah do abb aaye janaye wafa ham kya kare

Lute dil me diya jalata nahee, ham kya kare
Tum hee kah do abb aaye janaye wafa ham kya kare

Kisee ke dil me bas ke dil ko tadapana nahee achchha
Nigaho ko jalak de de kar chhup jana nahee achchha
Ummido ke khile gulshan ko julasana nahee achchha
Hame tum bin koyee jachanta nahee, ham kya kare

Mohabbat kar toh lekin, mohabbat ras aaye bhee
Dilo ko boj lagate hain kabhee julfo ke saye bhee
Hajaro gam hain iss duniya me apne bhee paraye bhee
Mohabbat hee kaa gam tanaha nahee, ham kya kare

Buja do aag dil kee ya ise khulakar hawa de do
Jo iss kaa mol de paye, use apanee wafa de do
Tumhare dil me kya hain bas hame itana pata de do
Ke abh tanaha safar katata nahee, ham kya kare

MovieIzzat (1968)
SingerLata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal
LyricistSahir Ludhianvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *