Ye dard bhara afsaana sun le
Anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koyi jaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koyi jaana
Ye dard bhara afsaana sun le
Anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koi jaana
Koi bhi waada yaad na aaya
Koi kasam bhi yaad na aayi
Meri duhaayi sun le khudaai
Mere sanam ne ki bewafai
Dil toot gaya deewana
Sun le anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koyi jaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koyi jaana
Phoolon se maine daaman bachaaya
Raahon me apni kaante bichhaye
Main hoon deewana deewangi ne
Ek bewafa se neha lagaaye
Jo pyar ko na pahchaana
Sun le anjaan zamaan zamaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koyi jaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koyi jaana
Yaaden puraani aane lagi kyaa
Ankhen jhukaa li kyaa dil me aaya
Dekho nazaara dilbar hamaara
Kaise hamaari mahfil me aaya
Hai saath koi begaana
Sun le anjaan zamaana zamaana
Main hoon ek paagal premi mera
Dard na koyi jaana
Main hoon ek paagal premi
Mera dard na koyi jaana
| Movie | Shriman Funtoosh |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | Shantilal Soni |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Kishore Kumar, Kum Kum, Mohan Choti, Kesari F, Anoop Kumar, Asha Lata |

