Yeh Chehra Yeh Aankhe Yeh Zulfe, Yeh Jalwe Lyrics | Chaahat- Ek Nasha | Udit Narayan, Alka Yagnik | Anand Raj Anand

Yeh Chehra Yeh Aankhe Yeh Zulfe, Yeh Jalwe Lyrics | Chaahat- Ek Nasha | Udit Narayan, Alka Yagnik | Anand Raj Anand

Ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
Ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
Itna hasi to koi dekha nahi sanam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
Tere liye hai yara tere liye sanam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam

Aksar rato me teri yado me nind ud jati hai
Khwab bhi ate hai
Dilbar kya bolu tumse hale dil
Ham bhi tanhayi me jaan se jate hai
Dhadkan jo chal rahi hai wo hai tera karam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam

Jabse tumhe dekha hai aisa kuch lagta hai
Ham kahi rahte hai dil kahi rahta hai
Ho chain ek pal nahi ab tumhare bina
Jindagi hai tumse dil yahi kahta hai
Jitna bhi chahe tumko utna hai yaar kam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe
Itna hasi to koi dekha nahi sanam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Mohabbat hai tumse mohabbat ki kasam
Ye chehra ye ankhe ye julfe ye jalwe

MovieChaahat- Ek Nasha
SingerUdit Narayan, Alka Yagnik
DirectorJai Prakash
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistPraveen Bharadwaj
Star CastManisha Koirala, Sharad Kapoor, Aryan Vaid, Preeti Jhangiani, Govind Namdeo, Sayaji Shinde, Brijesh Tiwari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *