Ye bahaki bahaki chaal
Yeh bikhre bikhre bal
Tera bhi ye hal
Mera bhi ye hal
Ye bahaki bahaki chal
Yeh bikhre bikhre bal
Tera bhi ye hal
Mera bhi ye hal
Aise kaise dil bekarar ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Aise kaise dil bekarar ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Ye bahaki bahaki chal
Yeh bikhre bikhre bal
Tera bhi ye hal
Mera bhi ye hal
Aise kaise dil bekarar ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Aise kaise dil bekarar ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Nind nahi ati mujhe rato me
Bas do char mulakato me
Nind nahi ati mujhe rato me
Bas do char mulakato me
Tere bina jina dushwar ho gaya
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Tere bina jina dushwar ho gaya
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Bas me mera dil aaj nahi
Ab koyi iska ilaj nahi
Bas me mera dil aaj nahi
Ab koyi iska ilaj nahi
Tir dil ke aar par ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Tir dil ke aar par ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Ye bahaki bahaki chal
Yeh bikhre bikhre bal
Tera bhi ye hal
Mera bhi ye hal
Aise kaise dil bekarar ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
Aise kaise dil bekarar ho gaya hai
Aisa lagta hai mujhe pyar ho gaya hai
| Movie | Ab Insaf Hoga |
| Singer | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Director | Harish Shah |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Rekha, Farooq Sheikh, Harish, Sahil, Prem Chopra, Raza Murad, Shafi Inamdaar |

