??bhigi nahi aankhe bhi zamane se
Hai zindagi isi bahane se
Bhigi nahi aankhe bhi zamane se
Hai zindagi isi bahane se
Seeli seeli baarish aake tu bhar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Sehra sehra hu main
Jal thal tu kar de
Ye aankhe baadal
Ye aankhe baadal
Ho mere jugnu wo saare
Meri dhup mere taare
Jaane kaun si gali me chhute
Huye gum kaha pe
Diware hai laakho
Na koi darwaza
Saanso ke aane ka rasta to batla ja
Thehra thehra hai dil bekal tu kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Sehra sehra hu main
Jal thal tu kar de
Meri chhat pe na aaya koi
Chandani ka saaya
Meri raato se bach ke nikle nindo ke zakhire
Ho meri chhat pe na aaya koi
Chandani ka saaya
Meri raato se bach ke nikle nindo ke zakhire
Na koi rehbar hai
Na koi rehzan hai
Apne hi aansu hai
Apna hi daaman hai
Khali khali shame
Halchal tu bhar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal kar de
Sehra sehra hu main
Jal thal tu kar de
Ye aankhe baadal
Baadal
Baadal
Baadal
| Movie | Akira |
| Singer | Sunidhi Chauhan |
| Director | A. R. Murugadoss |
| Music Composer | Vishal Shekhar |
| Lyricist | Manoj Muntashir |
| Star Cast | Sonakshi Sinha, Konkona Sen Sharma, Anurag Kashyap, Amit Sadh, Raai Laxmi |

