Ye Zulf Ye Kali Ghata Lyrics | Khwab Tumhare | Ashok Khosla | Ashok Khosla | Ashok Khosla

Ye zulf ye kali ghata toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba
Bhari baarisho ka maza toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba
Bhari baarisho ka maza toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba

Jidhar dekhata hoon tumhein dekhata hoon
Jidhar dekhata hoon tumhein dekhata hoon
Jidhar dekhata hoon tumhein dekhata hoon
Jidhar dekhata hoon tumhein dekhata hoon
Mohabbat ki ye intahaa toba toba
Mohabbat ki ye intahaa toba toba
Bhari baarisho ka maza toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba

Kadam ladkhadane lage hai peeye bin
Kadam ladkhadane lage hai peeye bin
Kadam ladkhadane lage hai peeye bin
Kadam ladkhadane lage hai peeye bin
Teri chitvano ka nasha toba toba
Teri chitvano ka nasha toba toba
Bhari baarisho ka maza toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba

Zafar kaisi haalat bana li hain tumne
Zafar kaisi haalat bana li hain tumne
Zafar kaisi haalat bana li hain tumne
Zafar kaisi haalat bana li hain tumne
Pata rakh ke bhi be pata toba toba
Pata rakh ke bhi be pata toba toba
Bhari baarisho ka maza toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba
Bhari baarisho ka maza toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba
Ye zulf ye kali ghata toba toba.

MovieKhwab Tumhare
SingerAshok Khosla
Music ComposerAshok Khosla
LyricistZafar Rahi
Star CastAshok Khosla
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *