Ye Situm Mere Saath Me Ho Gaya Lyrics | Lakshman Rekha | Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Ye Situm Mere Saath Me Ho Gaya Lyrics | Lakshman Rekha | Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Ye sitam mere sath me ho gaya
Ho mera dil kal raat me kho gaya
Ye sitam mere sath me ho gaya
Ho mera dil kal raat me kho gaya
Mai dhundhti fir rahi hu us bewafa ko
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya
Ye sitam mere sath me ho gaya
Ho mera dil kal raat me kho gaya
Mai dhundhti fir rahi hu us bewafa ko
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya

Maine kiya uspe etbar
Karna tha do char din intzar
Maine kiya uspe etbar
Karna tha do char din intzar
Pahli najar me hi kar liya pyar
Pyar ye pahli mulakat me ho gaya
Ye sitam mere sath me ho gaya
Ho mera dil kal raat me kho gaya
Mai dhundti fir rahi hu us bewafa ko

Inkar ka bhi na mauka mila
Ikrar ka bhi na mauka mila
Inkar ka bhi na mauka mila
Ikrar ka bhi na mauka mila
Aisa ye dila ka sauda hua
Sauda ye aise halat me ho gaya
Ye sitam mere sath me ho gaya
Ho mera dil kal raat me kho gaya
Mai dhundti fir rahi hu us bewafa ko

MovieLakshman Rekha
SingerAsha Bhosle
DirectorSunil Sikand
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastJackie Shroff, Naseruddin Shah, J Om Prakash, Shammi Kapoor, Shilpa Shirodkar, Rohini Hattangadi, Pran, Raza Murad, Suresh Bhagwat, Danny Denzongpa, Mangal Dhillon, Avtar Gill, Girija Shanker, Anjan Srivastava, Subbiraj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *