Ye Shaher Hai Aman Ka Lyrics | Raaz | Jolly Mukherjee, Bali Brahmbhat | Nadeem Shravan

Ye Shaher Hai Aman Ka Lyrics | Raaz | Jolly Mukherjee, Bali Brahmbhat | Nadeem Shravan

Ye shaher hai aman ka
Yaha ki fija hai niraali
Ye shaher hai aman ka
Aman ka
Yaha ki fija hai niraali
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai

Yaha dhup hai
Yaha chhav hai yaha chaandni raat hai
Yaha rup hai
Yaha rang hai yaha husn ki baat hai
Yaha khwaab hai
Yaha jashn hai yaha mehfile hai jawa
Yaha shaukhiya
Madhoshiya yaha har taraf mastiya
Ye shaher hai aman ka
Yaha ki fiza hai niraali
Ye shaher hai aman ka
Aman ka yaha ki fiza hai niraali
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai

Yaha raag hai
Yaha phaag hai yaha dil mein bas pyar hai
Yaha dosti
Yaha zindagi dushman yaha yaar hai
Yaha chaahate
Yaha raahate yaha chaand taare mile
Yaha sardiya
Yaha garmiya yaha saare mausam khile
Ye shaher hai aman ka
Yaha ki fiza hai niraali
Ye shaher hai aman ka
Aman ka yaha ki fija hai niraali
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai
Yaha pe sab shaanti shaanti hai

MovieRaaz
SingerJolly Mukherjee, Bali Brahmbhat
DirectorVikram Bhatt
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastDino Morea, Bipasha Basu, Ashutosh Rana, Malini Sharma, Shruti Ulfat, Anang Desai, Ali Asgar, Mink, Vishwajeet Pradhan, Pratima Kazmi, Masood Akhtar, Kiran Randhawa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *