Ye Rut Bheegi Bheegi Ye Pyasa Mahina Lyrics | Tere Shahar Mein | Lata Mangeshkar | Khayyam

Ye Rut Bheegi Bheegi Ye Pyasa Mahina Lyrics | Tere Shahar Mein | Lata Mangeshkar | Khayyam

Ye rut bheegi bheegi ye pyasa mahina
Ye rut bheegi bheegi ye pyasa mahina
Gajab hai akele me jal jal ke jeena
Oye gajab hai akele me jal jal ke jeena

Kabhi dil me jhanke na aankho me dekhe
Kabhi dil me jhanke na aankho me dekhe
Kabhi haal puche na baho me leke
Mere pyar ko tune
Mere pyar ko
Mere pyar ko tune samjha kabhi na
Gajab hai akele me jal jal ke jeena
Ho gajab hai akele me jal jal ke jeena

Padi mujhpe parchhai tere badan ki
Haay padi mujhpe parchhai tere badan ki
Lagi aanch dene lagan mere man ki
Lagan mere man ki
Pighal kar hui main
Pighal kar hui
Pighal kar hui main pasina pasina
Gajab hai akele me jal jal ke jeena
Ha gajab hai akele me jal jal ke jeena

Tujhe main tadapkar lagi pyar karne
Tujhe main tadapkar lagi pyar karne
Samjhaaun kaise ki teri najar ne
Teri najar ne
Meri nind luti
Meri nind luti
Meri nind luti mera chain chhina
Gajab hai akele me jal jal ke jeena
He gajab hai akele me jal jal ke jeena

Kahin tut kar na bhikharne lagun main
Kahin tut kar na bhikharne lagun main
Agar tu saware sawarne lagun main
Tera naam le le ke
Tera naam
Tera naam le le ke dhadke hai seena
Gajab hai akele me jal jal ke jeena
Oye gajab hai akele me jal jal ke jeena

Ye rut bheegi bheegi ye pyasa mahina
Gajab hai akele me jal jal ke jeena
Oye gajab hai akele me jal jal ke jeena

MovieTere Shahar Mein
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerKhayyam
LyricistNaqsh Lyallpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *