Ye Nazakath Ye Shabab Lyrics | Nausherwan-E-Adil | Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra

Ye Nazakath Ye Shabab Lyrics | Nausherwan-E-Adil | Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra

Ye nazakat ye alam shabab ka
Ik pyaala bhara hain sharab ka
Ho kahi chhalke na o kahi dhalke na
Oye wallah masallah masallah masallah
Oye wallah masallah masallah masallah
Ye nazakat ye alam shabab ka
Ik pyaala bhara hain sharab ka
Ho kahi chhalke na o kahi dhalke na
Oye wallah masallah masallah masallah
Oye wallah masallah masallah masallah

Thandi saanse kabhi ishqiya hain
Yaad jana hain aur hichkiya hain
Thandi saanse kabhi ishqiya hain
Yaad jana hain aur hichkiya hain
Haal puchho na
Haal puchho na
Khana kharab ka
Ik pyaala bhara hain sharab ka
Ho kahi chhalke na o kahi dhalke na
Oye wallah masallah masallah masallah
Oye wallah masallah masallah masallah

Chahe hontho se pee
Chahe aankho se pee
Chahe hontho se pee
Chahe aankho se pee
Jeene ka maja hain yahi zindagi
Dar tujhe kya
Dar tujhe kya hisabo kitab ka
Ik pyaala bhara hain sharab ka
Ho kahi chhalke na o kahi dhalke na
Oye wallah masallah masallah masallah
Oye wallah masallah masallah masallah

Ye jawani ki raate
Ye jawani ki raate
Murado ke din
Khatarnak duniya khatarnak din
Phul murjha na
Phul murjha na jaye gulaab ka
Ik pyaala bhara hain sharab ka
Ho kahi chhalke na o kahi dhalke na
Oye wallah masallah masallah masallah
Oye wallah masallah masallah masallah

Ye nazakat ye alam shabab ka
Ik pyaala bhara hain sharab ka
Ho kahi chhalke na o kahi dhalke na
Oye wallah masallah masallah masallah
Oye wallah masallah masallah masallah

MovieNausherwan-E-Adil
SingerAsha Bhosle
DirectorSohrab Modi
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistParvez Shamsi
Star CastRaaj Kumar, Mala Sinha, Sohrab Modi, Naseem Banoo, Bipin Gupta, Murad, Shammi, Agha, Niranajan Sharma, Amir Bano

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *