Ae mukaddar mujhpe itni kisliye narajiyaa
Le rahi hai kyu teri tirchhi najar andaaiyaan
Ae mukaddar

Chal pada hun main akela aur na manjil ka pata

Har kadam par rokti hai kyu mujhe nakamiyaan
Har kadam par rokti hai kyu mujhe nakamiyaan
Ae mukaddar
Kya kahun kisse kahu
Kaise kahun kya dil me hai
Kya kahun kisse kahu
Kaise kahun kya dil me hai
Sunke hans dega jamana aansuo ki kahaniyaa
Sunke hans dega jamana aansuo ki kahaniyaa
Ae mukaddar
Ae daro diwaar
Ae daro diwaar tum
Kiskliye haale-taba
Pad gayi kya tumse bhi ro ro meri parchhaiyaan
Pad gayi kya tumse bhi ro ro meri parchhaiyaan
Ae mukaddar
Ae mukaddar mujhpe itni kisliye narajiyaa
Le rahi hai kyu teri tirchhi najar andaaiyaan
Ae mukaddar
| Movie | Ghayal |
| Singer | G. M. Durrani |
| Director | Ramchandra Thakur |
| Music Composer | Gyan Dutt |
| Lyricist | Pandit Indra |
| Star Cast | Sheikh Mukhtar, Geeta Bali, Ram Singh, Jawahar Kaul, Sulochana Chatterjee, Yashwant, Nand Kishore |