Ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

Husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal

Hasi or nile nile nain chain churane ko bechain

Chupke se kar jaye kamal
Chupke se kar jaye kamal
Ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal
Ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal
Husn jo dekha hal behal wah re wah mere banke laal

Pa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang

Chalti ho kaisi kaisi chal
Chalti ho kaisi kaisi chaal
Ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal
Ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal
Husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal
Hum to hai panchhi azad honge na hum barbad

Machle shikari dale jaal
Machle shikari dale jaal
Ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal
Ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal
Husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal
Husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal
Ye mung or masur ki daal
| Movie | Around The World |
| Singer | Mubarak Begum, Sharda |
| Director | Pacchi |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Shailendra |
| Star Cast | Raj Kapoor, Rajshree, Mehmood, Amita, Achla Sachdev, Pran, Raj Mehra, Omprakash, Pachhi, Prem Chopra |