Ye Kare Aur Who Kare Aisa Kare Vaisa Kare Lyrics | Beyond Time (Jagjit Singh) | Chitra Singh, Jagjit Singh

Ye Kare Aur Who Kare Aisa Kare Vaisa Kare Lyrics | Beyond Time (Jagjit Singh) | Chitra Singh, Jagjit Singh

??ye kare aur wo kare
Aisa kare waisa kare
Ye kare aur wo kare
Aisa kare waisa kare
Zindagi do din ki hai
Zindagi do din ki hai
Do din me hum kya kya kare
Ye kare aur wo kare
Aisa kare waisa kare
Zindagi do din ki hai
Do din me hum kya kya kare
Ye kare aur wo kare

Jee mein aata hai ki de parde se parde ka jawaab
Jee mein aata hai ki de parde se parde ka jawaab
Hum se wo parda kare
Hum se wo parda kare
Duniya se hum parda kare
Ye kare aur wo kare
Aisa kare waisa kare
Zindagi do din ki hai
Do din me hum kya kya kare
Ye kare aur wo kare

Sun raha hun kuch lutere aa gaye hai shahar me
Sun raha hun kuch lutere aa gaye hai shahar me
Aap jaldi bandh apne
Aap jaldi bandh apne
Ghar ka darwazaa kare
Ye kare aur wo kare
Aisa kare waisa kare
Zindagi do din ki hai
Do din me hum kya kya kare
Ye kare aur wo kare

Is purani bewafa duniya ka rona kab talak
Is purani bewafa duniya ka rona kab talak
Aaiye miljhul ke ek
Aaiye miljhul ke ek
Duniya nayi paida kare
Ye kare aur wo kare
Aisa kare waisa kare
Zindagi do din ki hai
Do din me hum kya kya kare
Ye kare aur wo kare

MovieBeyond Time (Jagjit Singh)
SingerChitra Singh, Jagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *